iNDIA:-
Kabhi noto ke liye
mar gaye,
Kabhi voto ke liye
mar gaye...
.
.
kabhi sheela ki
jawaani ke liye mar gaye...
.
.
kabhi jalebi bai
diwaani ke liye mar gaye...
.
.
kabhi jaati..paati ke
naam par
mar gaye...
.
.
kabhi sarkaar ke kaam
par mar
gaye...
.
.
kabhi ham aapas men
do gaz zamino ke liye mar gaye...
.
.
hote aaj Veer Bhagat
singh to
kehte...
.
1
yaar Sukhdev
Rajguru..
Ham bhi kin kamino ke
liye mar gaye...
No comments:
Post a Comment